jane kiyun shikast ka azaab liye phirti hoon
mei kia hoon aur kia khuaab liye phirti hoon
usne ek baar ia tha sawal_e_ muhabbat
mei har lamha wafa ka jawab liye phirti hoon
usne pocha kab se nahi soi
mei tab se jaagi hui raaton ka hisaab liye phirti hoon
uski khuwahish thi k meri aankhon main paani dekhy
mei us waqat se aansuoon ka selaab liye phirti hoon
afsos ye k phir bhi wo mera na hua
mei jiski aarzoo ki kitaab liye phirti hoon